[ad_1]
Saawariya Lyrics
Dekh Ke Tujhko Dil Bole Haye Haye
Tere Bin Haal Mera Bura Hota Jaye Jaye
Thodi Shararti Main Tu Bhi Thoda Shy Shy
Tere Liye Bakiyo Ko Kiya Maine Bye
Aisa Kaisa Pyaar Kar Lia Oh Ho
Saawariya Aa Aa Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya
Saawariya Aa Aa Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya
Tujhpe Aake Naina Mere Jam Ho Gaye
Haan Tujhpe Aake Naina Mere Jam Ho Gaye
Samajh Mein Na Aaye Aise Kam Ho Gaye
Naam Bohat Tha Tere Sar Ki Kasam
Saiyan Pade Jo Tere Pyar Mein
Badnaam Ho Gaye
Haye Reh Liya Duniay Se Bada Dar Dar Ke
Dekhu Main Bhi Jara Hadh Se Gujar Ke
Sab Kuch Tere Naam Kar Diya Oh Ho
Saawariya Aa Aa Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya
Saawariya Aa Aa Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya
Dhadke Dil Ye Jab Udde Tera Kajal
Jadoo Kare Teri Aankhon Ka Kajal
Dekh Ke Tujhko Ho Jau Paagal
Na Jane Kab Barsega Ye Baadal
Kuch To Hua Mujhe Aankh Jab Tujhse Ladi
Teri Deewangi Bhi Sar Pe Mere Chadhi
Main Bhi Hoon Zid Pe Ada
Tu Bhi Hai Zid Pe Adi
Kisi Ne Bhi Na Badhayi
Baat Ye Khud Se Badhi
Ye Ishq Sareaam Kar Lia
Saawariya Aa Aa Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya
Saawariya Aa Aa Saawariya Aa Aa
Saawariya Aa Aa
Saawariya Saawariya
Saawariya Saawariya
Written by: Raja Dilwala
Saawariya Music Video
Saawariya Song Info:
Song: | Saawariya |
Singer(s): | Aastha Gill, Kumar Sanu |
Musician(s): | Hiten |
Cast: | Arjun Bijlani, Aastha Gill |
Label(©): | Sony Music India |
Lyrics. should you discover any mistake then allow us to recognized by submitting the contact us type with right Lyrics.
[ad_2]